So let’s start with where I was for the last 5 years.
For me spending 5 years in IIITM was like a 5 year long honeymoon and I am really sorry that it came to an end.
In an attempt to revive all those feeling s I hereby present a few lines. Be patient with me and try to locate yourself in my IIITM.
KYA KYA YAAD AATA HAI.
Woh Teja ka sutte ke liye subah subah uthana.
Aur akshay ka dinraat veer zara bajana.
Woh Chauhan ka har waqt chutiyaap machana.
Aur Khandu ke room ko kotha batana.
Woh marut ki mummy ke haathon ke laddoo
Woh chutiya Sharma jise sab kahte the daddoo.
Woh kiran ka style se UNIYAAAL bulana
Aur sabko zabardasti football khilana.
Woh kushwah ka logon ko daanton se khana
Aur santosh ka meri kamar dabana.
Woh alok ka mujhe babaji bulana
Aur har roj biryani khilane lejana.
Who adi ka chilla ke B----c--- bolna
Aur shivanshu ka bus dakkan soongh ke dolna
Ek ladka tha jayant jiski khopdi thi ulti
Saale ne ek din chammach se bhari thi baalti.
Woh joshi ko pahad ki rani batana
Aur yogesh ka har dum supari chabana.
Woh goel ka sutta pichka ke peena
Aur panwar ka bina gardan ke jeena.
Woh tripathi ka har waqt sabko hasana
Aur dhawal ka pondy dekh ke sharmana.
Woh kunal ka daru pee ke chillana
Aur prakash ka khud ko khidki se latkana.
Hum mein ek ladka tha dholpur ka shera
Aur tha johney ki baton mein chutiyaap batera.
Woh paaji ko sabka neta batana.
Aur badri ke saath mera mandir jana.
Woh Bandar ka santo ko beta bulana
Aur who gandi kahani sabhi ko sunana.
Woh jha ka bakri ko bakdi batana
Aur saini ka mithai ko bhi rassi se latkana.
Woh ravi ka sutta bacha ke pilana.
Aur chauhan ko g***d ka makkan bulana.
Woh johey ka hindi mein gana sunana.
Aur marut ka mujhe har waqt samjhana.
Woh Rajesh ka din raat body banana,
Aur bharath ki bike leke dhabe jana.
Woh DP ka poore staff ki bajana,
Aur gautam ka kabhi college na aana.
Woh daru peene fort pe jana,
Aur milkar gana Nusrat ka gana.
Jo bhi kar sakta tha 5 saalon mein kiya hai maine,
Shayad joshi ka gadda(mattress) bhi jalaya hai maine,
Chauhan ki chadar bhi foonki hai maine,
Sorry yaar garry teri bahut mari hai maine.
Yaad aata hai johney ka goa mein doobna.
Yaad aata hai alok ka har baat par roothna.
Yaad aaata hai uncle ka patte bichana,
Yaad aata hai Vishnu chehra suhana.
Arey yaar kuch ladkiyan bhi thi hamare batch mein unke bare mein bhi do sabd
Woh manjari ko chota coke bulana,
Aur amrapali ko bhootni kah ke chidana,
woh ranjeeta se skirt maang kar nachna,
aur deboshree ko makhi maar bulana.
Woh jyoti ka lab mein CS khelna.,
Aur Anubha ko dekh kar sabka darna
Woh ruchika kar har waqt chupchaap rehna
Aur suman ke bare mein mujhe kuch nahin kehna ( koi aur line jaa nahin rahi thi)
Kisi ko bura laga to mafi nahin mangoonga,
Aur agar mauka mila to fir sabki maroonga.
Kab se likh raha hoon ab dum nahin hai
Aur itna likhne mein hi meri mar lee hai.
Aur kya batoon ki kya kya yaad aata hai,
jyada sochta hoon tu dil bhar aata hai.
Bahut hui bakchodi abb dhyan se sunana,
Aur sab ke sab convocation pe milna.
----------------------------------
-----------------------------------

I think that’s enough for this particular post do leave your comments and ask everybody to read this.